5 links about good major positive movements.
Respected SpeakAsians,
“it is for those who are not aware”
Here is the 5 links about good major positive
movements.
Please take out
the prints & show it to every SpeakAsian.
in reply to Writ Petition (Civil) 383/ 2011 in Hon.
Supreme Court:-
1. 14th November, 2011 : Mediator Appointed
http://courtnic.nic.in/supremecourt/temp/3832011314112011p.txt
2. 6th Feburary, 2012 : Direction To EOW (RN 6)
http://courtnic.nic.in/supremecourt/temp/38320113622012p.txt
3. 23rd February, 2012 : Amount Deposited By SpeakAsia
( RN 3,4)
http://courtnic.nic.in/supremecourt/temp/383201132322012p.txt
in reply to Writ Petition (Criminal) 3611/2011 in
Hon. Bombay
High Court:-
4. 21st March, 2012 : Complaint Widrawn
http://bombayhighcourt.nic.in/data/criminal/2012/WP361111210312.pdf
in reply to SLP 7509/7510 in Hon. Supreme Court
5. 31st August, 2012 : Positive observation by Apex Court for
Andhra Matters.
http://courtnic.nic.in/supremecourt/temp/sr%207509-751011p.txt
Company kis tarah se aur kaise jeet ki taraf badh rahi
hai ?
Sirf 6 points yahan mentioned hain.!
1. Exit Option Launched – 1 August, 2011. yahan se
pata chala ki company paisa dena chahti hai aur is tak pahunchne ke raaste itne
asaan nahi hain. Lekin yeh duniya me liya gaya
apne aap me ek adbhut kadam tha jisey Apex court ki taraf se aagey badhaya ja
raha hai.
2. Mediator Appointed – 14th November, 2011. Hon
supreme court ne maana ki yeh ek vivaad hai aur isey aapasi baatcheet se
suljhaya jaana chahiye, jiske liye lahoti sir ko mediator appoint kiya gaya . Yeh bhi ek rarest of
rare step tha jo hamare he favour me hai. Agar Apex court company ke against
koi negative decision de deta to hum kahin ke nahi rehte aur phir sochte ki
kash aisa na hua hota.
4. Stay on investigation – 21st March, 2012. Navneet
khosla ne apni complaint wapas li aur uski wajah se ho rahi investigation aur
arrests par stay laga. Jiski wajah se panelists aur company officials safe huye
jisse ki wo Speakasia ko wapas laane ka kaam aur teji se kar sakein.
5. Saol is not an Indian Company – ab isme aisa hai ki
company indian nahi hai, jab writ 383/2011 in Supreme Court me usey party
banaya gaya to usko reply dena zaruri nahi tha kyunki saol Indian Jurisdiction
me nahi aati, lekin SpeakAsia ne wahan reply diya aur 50 crore deposit bhi kar
diye. Ab govt. agencies ko hisaab lagaana hai ki kisko kitna aur kaise dena
hai. So the delay is not from Speakasia. it’s our judicial process that is li’l
bit slow but it’s working. So friends, Have faith in speakasia in a true sense
& support AISPA.
6. Positive Observations – 31st August, 2012. Hon.
Supreme court ne Andhra matters ki chargesheet file hone par kaha ki Hon.
Hyderabad High court ke negative comments ko trial court me consider nahi kiya
jaaye. It’s realy a great positive observation by Apex court in our favour. Andhra
CB-CID ki charsheet file hone par ab unki investigation band ho chuki hai.
Charges hain 406 aur 420. Jis F.I.R par yeh investigation thi, wo speakasian
nahi hain. Apex court ki favourable observations ko hum nakaar nahi sakte.
“Judiciary ka hamare liye negative na hona he hamare
sabke favour ki baat hai
aur aagey
badhte rehne ki nishaani hai”
(It is best as per my knowledge. Please correct me if
I am wrong)
Regards…
Aman Azad
No comments:
Post a Comment