Friday, September 7, 2012


5 links about good major positive movements.
Respected SpeakAsians,

“it is for those who are not aware”

Here is the 5 links about good major positive movements.
 Please take out the prints & show it to every SpeakAsian.

in reply to Writ Petition (Civil) 383/ 2011 in Hon. Supreme Court:-

1. 14th November, 2011 : Mediator Appointed
http://courtnic.nic.in/supremecourt/temp/3832011314112011p.txt

2. 6th Feburary, 2012 : Direction To EOW (RN 6)
http://courtnic.nic.in/supremecourt/temp/38320113622012p.txt

3. 23rd February, 2012 : Amount Deposited By SpeakAsia ( RN 3,4)
http://courtnic.nic.in/supremecourt/temp/383201132322012p.txt

in reply to Writ Petition (Criminal) 3611/2011 in
 Hon. Bombay High Court:-

4. 21st March, 2012 : Complaint Widrawn
http://bombayhighcourt.nic.in/data/criminal/2012/WP361111210312.pdf

in reply to SLP 7509/7510 in Hon. Supreme Court

5. 31st August, 2012 : Positive observation by Apex Court for Andhra Matters.
http://courtnic.nic.in/supremecourt/temp/sr%207509-751011p.txt

Company kis tarah se aur kaise jeet ki taraf badh rahi hai ?

Sirf 6 points yahan mentioned hain.!

1. Exit Option Launched – 1 August, 2011. yahan se pata chala ki company paisa dena chahti hai aur is tak pahunchne ke raaste itne asaan nahi hain. Lekin yeh duniya me liya gaya apne aap me ek adbhut kadam tha jisey Apex court ki taraf se aagey badhaya ja raha hai.

2. Mediator Appointed – 14th November, 2011. Hon supreme court ne maana ki yeh ek vivaad hai aur isey aapasi baatcheet se suljhaya jaana chahiye, jiske liye lahoti sir ko mediator appoint kiya gaya. Yeh bhi ek rarest of rare step tha jo hamare he favour me hai. Agar Apex court company ke against koi negative decision de deta to hum kahin ke nahi rehte aur phir sochte ki kash aisa na hua hota.
 3. Amount Deposited – 20th Feb, 2012. Company ne 50 crore ( DD no. 037002, State Bank Of India, Singapore Branch) Supreme Court Registry me deposit kiye. Agar company beiman hoti to ek bhi paisa nahi deti. Court tak aati he nahi. Hon. Supreme court ka company se paisa accept karna he bahut bada positive step hai kyunki is tarah har company se paisa accept hone laga to phir judiciary ka koi matlab he nahi reh jayega. Iska matlab yeh hai ki Speakasia ki image judiciary me achhi hai.

4. Stay on investigation – 21st March, 2012. Navneet khosla ne apni complaint wapas li aur uski wajah se ho rahi investigation aur arrests par stay laga. Jiski wajah se panelists aur company officials safe huye jisse ki wo Speakasia ko wapas laane ka kaam aur teji se kar sakein.

5. Saol is not an Indian Company – ab isme aisa hai ki company indian nahi hai, jab writ 383/2011 in Supreme Court me usey party banaya gaya to usko reply dena zaruri nahi tha kyunki saol Indian Jurisdiction me nahi aati, lekin SpeakAsia ne wahan reply diya aur 50 crore deposit bhi kar diye. Ab govt. agencies ko hisaab lagaana hai ki kisko kitna aur kaise dena hai. So the delay is not from Speakasia. it’s our judicial process that is li’l bit slow but it’s working. So friends, Have faith in speakasia in a true sense & support AISPA.

6. Positive Observations – 31st August, 2012. Hon. Supreme court ne Andhra matters ki chargesheet file hone par kaha ki Hon. Hyderabad High court ke negative comments ko trial court me consider nahi kiya jaaye. It’s realy a great positive observation by Apex court in our favour. Andhra CB-CID ki charsheet file hone par ab unki investigation band ho chuki hai. Charges hain 406 aur 420. Jis F.I.R par yeh investigation thi, wo speakasian nahi hain. Apex court ki favourable observations ko hum nakaar nahi sakte.

“Judiciary ka hamare liye negative na hona he hamare sabke favour ki baat hai
 aur aagey badhte rehne ki nishaani hai”

(It is best as per my knowledge. Please correct me if I am wrong)

Regards…
 Aman Azad